Well I have nuttin much to blog ya but wanna blog this lyrics of an old song sung by late Md Rafi.
KYA HUA TERA WADA
Kya hua Tera waada
Woh kasam who iraada – x 2
Bhoolega dil jin din tumhe
Who din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
woh kasam, who iraada
bhoolega dil jis din humhe
who din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera waada
yaad hai mujhko, tune kaha tha
tumse Nahin roothenge kabhi
dil ki tarah se haath mile hain
kaise bhala chhootenge kabhi
teri baahon mein beeti har shyaam
bewafa yeh bhi kya yaad nahin
kya hua tera waada
who kasam, who iraada
bhoolega dil jis din humhe
who din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera waada
woh kasam, who iraada
oh kehne waale mujhko farebi
kaun farebi hai yeh bata
who jisne gham liya pyaar ki khaatir
ya jisne pyaar ko bech diya
nasha daulat ka aisa bhi kya
ke tujhe kuch bhi yaad Nahin
kya hua tera waada
who kasam, who iraada
bhoolega dil jis din humhe
who din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera waada
woh kasam, who iraada
Chatboard (1)